Shaam-e-firaaq ab na pooch…

Faiz Ahmed Faiz….need I say more? ————– Sham-e-firaaq ab naa pooch, aayi aur aa ke tal gayi, Dil thaa ke phir behal gaya, jaan thee ke phir sambhal gayi; Bazm-e-Khayal mein tere husn ki shamaa jal gayi, Dard ka chaand bujh gaya, hijr ki raat dhal gayi; Jab tujhe yaad kar liyaa subaha mehak mehak […]

Read more "Shaam-e-firaaq ab na pooch…"

Aaj Bazaar Main…

Extraordinary poem by the legendary Faiz Ahmed Faiz. Hear him recite it, followed by Noor Jehan sing it here. Chashm-e-nam, jaan-e-shoreeda kafi nahin.. Tohmat-e-ishq-posheeda kafi nahin Aaj bazaar main pa-bajolan chalo.. Dast afshan chalo, mast-o-raqsan chalo.. Khak bar sar chalo, khoon badaman chalo.. Rah takta hai sub shehr-e-janaan chalo.. Aaj bazaar main pa-bajolan chalo.. Hakim-e-shehr […]

Read more "Aaj Bazaar Main…"